Nanhe haton mein muskrayein phul jhadiya,
Aur gali gali mein rangin diyon ki ladiyan.
Amabas ki rat hua to kya hua,
Purnima ki chand se bhi ujala lag rahi hai aaj ye duniya………….
Aur gali gali mein rangin diyon ki ladiyan.
Amabas ki rat hua to kya hua,
Purnima ki chand se bhi ujala lag rahi hai aaj ye duniya………….
Diwali to diya jalana hota hai,
Ghar ki angan ko ujala se bharna hota hai.
Na patakho ki dhamake aur akashbaji se,
kisi masum zindagi ki diya bujhana hota hai……………………
Ghar ki angan ko ujala se bharna hota hai.
Na patakho ki dhamake aur akashbaji se,
kisi masum zindagi ki diya bujhana hota hai……………………
Deep jalo aur meethai ke sath mauj banao,
Ye roshni bantne ki tohar hoti hai.
Naa ki kimti wali pathake Phod ke,
Kisike ankho ki roshni mitana hoti hai………....
Ye roshni bantne ki tohar hoti hai.
Naa ki kimti wali pathake Phod ke,
Kisike ankho ki roshni mitana hoti hai………....
Lakho jib daar ke mar
jate hai, behre ho jatae hain,
Apne paribesh ko hai produshit aur ganda kar dete hani.
Ye gunah karne ki nei, paap mitane ki tohar hai,
Apno ke sath pyar bantke, khusiyan banana hota hai……………
Apne paribesh ko hai produshit aur ganda kar dete hani.
Ye gunah karne ki nei, paap mitane ki tohar hai,
Apno ke sath pyar bantke, khusiyan banana hota hai……………
>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>
>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>
Happy Diwali
Lets take an pledge, neither to pollute the environment nor harm any innocent creature